Ye na socho k faqat naam liya karti hai,
Ek deewani teri chahat mein jiya karti hai,
Woh janti hai k tu uss k muqadar mein nahi,
Phir b har roz tujhe yaad kiyakarti hai,
Kuch nahi maangti rab se apne liay,
Teri khushyioon ki dua maang liya karti hai,
Raat ko yaad mein teri jo tarapta hai dil,
Chaand se ja k teri baatein kiya karti hai…
No comments:
Post a Comment